Monday, 13 July 2015

100


UPDATE .................................100




darwaza band karty hin main ne dobara rabia se poocha ab ap batwo bhi kia hoa hai tou rabia ne kaha yahn koi bethnay ki jagha nahi hai tab main ne kaha haan hai os kamray min charpai hai hum dono os kamray min gay .........fan on kia charpai par beth gy main bhi rabia ke sath hi beth gia main ne dobara poocha ab ap batwoo gi bhi keh hoa kia hai tou rabia ne meri tarf dekha aur ik lambi saans li aur boli...........................


rabia.. babar tum ko pata hai keh humhary bary ghar waloon ko pata chal gia hai

main rabia ke munh se yeh sun ke pershan ho gia aur os ko dekhny lag gia mujh se koi bhi bat nahi ho rahi thi mera gala khushk ho chuka tha ,,,,

rabia.. ab batwoo bhi kia karna hai

main .. ap ko galat fehmi hoi ho gi mujhy nahi lagta kisi ko pata ho

rabia.. koi galat fehmi nahi hoi mujhy tum ko bari jaldi thi na ab socho agay kia karna hai

main.. lakin mujh se kisi ne koi bat nahi ki hai ap se kis ne bat ki hai aur kia bat ki hai

rabia.. baat tou mujh se bhi kisi ne khul ke nahi ki bas mujhy khala nargis ky riwaiyye aur un ki batoon se andaza ho gia hai keh un ko pata chal gia hai babar agar khala ne kisi ko bata dia tou mera ghar barbad ho jay ga

main.. khala ne akhar ap se kia bat ki jo ap ko laga keh ............

rabia beech min hi bolty hooy

rabia.. tumhary sath khala ka behave kaysa hai os raat ke baad se

main.. behave tou meray sath bhi un ka ayasa hi hai mujh se unhoon ne baat nahi ki os raat ke baad se sahi tarah selakin main tou samjha tha keh ayasa hota hai

rabia.. kia matlab ayasa hota hai ?

yeh tou acha hoa rabia ne meri pori hony se pehly hiapni bat sharoo kr di nhi tou main tou ho sakta he pori hi baat kr deta keh un ko bukhar kis wajha se hoa aur wo chirrchirri osi wajha se thi

main.. matlab yeh keh khala ko bukhar hai na aur un ka behave bukhar min tabdeel ho hi jata hai

rabia.. haan yeh bhi ho sakya hai un ka behave bukhar ki wajha se hi ho lakin wo aaty jaty mujh par koi na koi awaz kass deti hin

main.. kaysi awaz?

rabia.. ab choroo un ki yeh adat hai wo pehlay bhi ayasi hi harkatian karti rehti hin bas ab ayasa hi ho un ko kisi bat ka pata na ho lakin pata nahi kion mera dil nahi maan raha mera dil kehta hai un ko kuch na kuch pata zaroor hai

main..agar un ko kuch na kuch pata hota tou wo sab ko bata deti

rabia.. agar meri akili ki bat hoti tou ab tak pory ghar min unhoon ne cheekh cheekh ke sab ko bata dena tha lakin ab baat kuch mukhtlaf hai kion keh ab meray sath tumhara bhi batana pary ga khala ko aur tum tou khala ke logoon ke ladlay ho

main.. lakin khala tou mujh se bhi bat nahi kar rahi main samjh raha tha bukhar ki wajha se ho gi lakin yahan tou mamla hi aur hai

rabia.. yar bukhar tou un ka pehlay hi din utar gia tha

rabia.. ab meri baat dehiyan se suno jo bhi ho jay lakin tum ne apni zuban nahi kholni tum ne sirf itna hi kehna hai appi rabia ne tou mujhy aj tak bulaya bhi nahi aur masoom bany rehny phir dekhna main khala ka kia hashar karti hun agar tum ne ayasa na kia tou main tou badnam hungi hi tum bhi badnam ho jawo gy lakin agar tum bas itna hi keh do keh sab jhoot hai tab kuch bhi nahi ho ga


main.. main itna bhi bacha nahi hun main kibhi kisi se koi bat nahi karoon ga


hum dono yahan batain kar ke kafi halkay ho gay thy halankeh hum ne na hi koi hall nakala tha aur na hi hum ko itna pakka pata tha lakin us ke ba wajood bhi kehty hin na ik dosray se dukh batny se ghum halka ho jata hai humary sath bhi kuch ayasa hi hoa tha hum ne bas ik hi bat ki keh agar kisi ne kuch poocha bhi tou bas inkar hi karna hai ... ayasy hi kuch dair batain hoti rahi keh rabia charpai par laitny lagi .......................jaisy hi wo laiti jildi se cheekh marty hooy uth bethi main chonk ke os ki tarf dekhnay lag gia keh es ko kia hoa hai wo boli babar mujhy kamar pr kisi cheecz ne kaat lia hai os ka hath kamar par tha main khara ho ke os ki kamar ko dekhny laga tou mujhy kanch ki choori ky tukray nazar ayr lakin kamar par kuch bhi nahi tha main ne rabia se kaha ayay hi pershan na ho kisi cheez ne kata nahi hai yeh chubhi hai ap ko mainne chori (bangle) ka tukra os ko dety hooy kaha meray hath se choori ka tukra pakrty hooy wo boli yahan bhi kuch hoa hai chooriyan toti hin yahan main ne os ki tarf dekha kionkeh mujhy kuch samjh nahi aai thi lakin us ke face par smile thi tab wo boli babar zara kamar dekhna kaheen zakham tou nahi aa gia

No comments:

Post a Comment