Saturday, 11 July 2015

66




UPDATE .................................66
charpai ke sar ki tarf se bheeni ki tarf se 1 mard aa raha tha jo hum ko hi dekh raha tha jaisy hi meri nazar

os par pari meri tou sans hi ruk gi main jildi se shehnaz ke oper se utha aur apny kapray pakar ke apny

jisam ko cover karny laga meray es tarh uthnay se shehnaz ko bhi surat e hal ka andaza hoa  ik bat main

ne note ki keh jab meri nazar us par pari wo heriyan tou hooa hi tha lakin us ky chalny ki speed kam ho gi

thi us ke pass punchny se pehlay shehnaz ne bhi apna jisam cover karny ki koshash ki
os admi ki age koi 40 saal ho gi jaisy jaisy us ky qadam humary pass aa rahy thy waisy waisy meri jan

nikal rahi thi aur main kamp raha tha shehnaz ki halat bhi waisi hi ho gi lakin mujhay os ki kuch khabar na

thi mera rang red se yellow ho chuka tha dil ki dharkan saaf sunai de rahi thi main ne yeh suna hoa tha keh

agar koi bhi ayasy kam karty pakray jain tou un ko qatal kar dia jata hai es liye wo admi mujhy os waqat

mout ka firashta lag raha tha wo pass aya aur garjdar awaz min bola kon hai yeh harami aur tum yahan

yeh sab karti ho mujhay os waqat os ki gali sun ky koi gariat na aai agar aam halat min wo ayasa karta tou

main os ki zuban nikal laita lakin ab halat kuch aur thy

phir wo agay bhara aur os ne mera giraban pakar lia aur mujhy 2/3 thapar bhi laga diye tab shehnaz agay

bhari aur os se boli bakhshoo (os admi ka naam) yeh khan ka baita hai agar es ne khan ko bata dia tou wo

tumhari jan nikal de ga (hum os waqat mali tor par itny mazboot nahi thy lakin hamara khandan larai

jhaghroon min mashoor tha aur humari mali halat bhi esi liye theek na ho saki thi) shehnaz ki baat sun ke

bakhshoo ne mera giraban tou choor dia lakin larkharti awaz min bola khan ka baita hai tou kia matlab hai

hum ghareeboon ki izatoon se khailta rahy ga ........................ main tou ayasy gum sum khara tha jaisy

mujhay sanp soongh gia ho lakin shehnaz boli konsi humari izzat aur tum kon hoty ho humary ghar ke

mamlat min dakhal deny waly shehnaz ki bat sun ke bakhshoo bola aany do os begariat ko abhi os ko

batata hun tumhary kartoot............... tab shehnaz ne kaha bata do jis ko marzi aur ab yahan se dafa ho

jawo .............. mujhay shehnaz ki batain aur khofzada kar rahi thi main chata tha shehnaz bakhshoo se koi

panga na le
lakin wo tou os se ayasy bat kar rahi thi jaisy kuch hoa hi nahi

phir shehnaz mery pass aai tou main thora peechy ho gia tab wo boli khan darny ki zaroorat nahi main ne

tum se yari lagai hai tou main tumhary sath hun aur shehnaz dobara bakhshoo se boli chalo jawo yahan se

mujhy es sary waqiye se hairat ho rahi thi keh shehnaz ne na tou koi minnat ki hai aur na hi os ko mana

kia keh kisi ko na bataye wo tou ayasy os par gussa kar rahi thi jaisy shehnaz ne bakhshoo ko rangay

hathoon pakra hai

" ULTA CHOR KOTWAL KO DANTNAY WALI MISAL YAHAN FIT HOTI HAI"

bakhshoo wahan se bhaini ki tarf chal pra tou main ne shehnaz ko kaha......... yeh tum ne kia kar dia agar

ab es ne abba ji ko bata dia tou wo mujhy zinda nahi chorain gy .......................... meri bat sun ke shehnaz

hasny lagi aur boli tum tou aurtoon ki tarh dar rahy ho tum ne dekha nahi jab main ne os ko gussa dekhaya

tab wo agay se kuch bola............ main bhi soch min par gia keh shehnaz theek keh rahi hai keh jab

shehnaz ne bakhshoo ko danta tab wo chup ho gia ............ main ne shehnaz se poocha yeh hai kon tab

wo boli yeh mera dever hai aur mujhay pata hai es ko kaysay set rakhna hai ..... jab mujhay pata chala

yeh os ka dever hai tou main ne shehnaz se kaha shehnaz tum kuch karo mujhy nahi lagta keh bakhshoo

ab khamoosh rahy kion keh os ne hum ko dekh lia hai tab wo hansi aur boli mujh pr bharoosa rakho tum

nahi janty lakin main janti hun wo kisi ko kuch nahi bataye ga main shehnaz ki batoon se muatmin tou na

hoa lakin main kar bhi kuch nahi sakta tha

os ke bad wahan koi bat na hoi shehnaz ne mujhay kaha tum pershan na ho aur yahan bethoo main

tumhara kam kar ke aati hun jis kaliye tum aye ho main charpai par beth gia tou shehnaz bhaini ki tarf chali

gi aur thori dair bad ik bartan la ke mujhay de dia aur kaha yeh lo main ne bartan min dekha tou os min

murghi ka gosht tha .............. main ne poocha murghi kis ne zabha ki tou wo boli bakhshoo ne main ne os

ki tarf herani se dekha tab wo meri baat samjhty hooy boli wo humaray kamray min hi betha hai aur main

ne tum se kaha tha na wo kisi ko nahi bataye ga ab tum pershan na ho aur kal dopahir ko ana main yahan

tumhara intizar karoon gi main heraini aur pershani min wahan se nikal aya

chacha ji ke ghar puncha tou khaloo ke alawa sab hi haal room min bethay hooy thy , main ne kiran ko

goshat wagira dia ...... mona ne mujhay pani pilaya aur main bhi sofy par beth gia ,, chachi ji aur khala ik hi

sofay par bethi thi jo darwazy ke pass tha main samnay waly sofy par beth gia mona aur kiran side waly

sofy par thi tab kiran boli mazdoor tum ko mazdori tab milay gi agar mazdoori bhi karo gy main tou bhaini

waly waqiye se bohat pershan tha agar bhaini wala waqya na hoa hota tou kiran ki yeh bat sun ke main

bohat khush hota lakin main be jan sa bana wahan betha hoa tha meri khamoshi ko shahid chachi ji samjh

gi thi .......... chachi ji boli nahi aj rehny do sara saman kamray min hi hai kal rakh laina aj mehman aye

hooy hin aur babar itni door se paidal ja ke dhoop min goshat laya hai aur mujhay lag raha hai babar thak

bhi gia hai aur garmi bhi lag gi hai es ko humari batain sun ke khaloo sahib bhi bahar aa gy aur bol hi pary

kia kaam karna hai kal tab chachi ji os se boli keh babar aur kiran ne paitoon se sab saman aur bistar

nikaly hooy hin un ko dhoop lagwai thi babar wo rakhwany aya tha aur main ne keh dia hai aj nahi  kal rakh

laina...................... chachi ji ki baat sun ke wo masoof phutt hi pary baji ap bhi bachoon jaisi hi batain karti

ho jawan bachian hin ap ki aur ap jawan larky ke sath un se kam karwati ho khaloo ke munh min abhi baat

thi keh chachi ji bol pari kia matlab hai tumhara kon jawan larka tum babar ki baat kar rahy ho yeh hamara

bara beta hai yeh achi baat nahi hai tum es masoom ke bary min ayasi batain karo chachi ke lehjhay ko

wo bhi bhanp gia aur khala bhi tab khala ne beech min par ke sari baat ko suljhaya chachi ka 2 tok lehjha

dekh kar wo peshab ki jagh ki tarh beth gia aur pehlay tou main un ke samnay sofy par akila hi betha hoa

tha chachi ji ne mujhay apnay pass bula lia aur thoora side par ho ke mujhy apny sath betha lia ab sofy

min chachi aur khala ke beech min main betha hoa tha chachi ne mujhay apny sath laga lia aur apna ik

bazu meray galy min dal ke apny sath lagaya  ..................... main sari karwai main khamoosh tamashai hi

bana raha keh jaisy meray bary koi bat nahi ho rahi yeh baat nahi keh main khaloo ki baat samjha nahi ya

un ki baat mujhay buri nahi lagi meray bas min hota tou main wahan hi os ki gand maar deta lakin chachi

ka apny liye piyar dekh ke meray dil min un kaliye bohat izzat barh gi
khaloo ne ik aur chaval mari wo yeh keh jab un ki daal na gali tab un ko aur tou kuch soojhi na wo khala se

boly ........................... fozia tum idher aa jawo meray pass ........ chachi ne khaloo ki tarf dekha phir khala

se boli jawo bibi nahi tou yeh pata nahi kia sochay sab hi khamoosh thy keh meri nazar kiran aur mona par

pari main ne saaf un dono ki ankhoon min gussa dekha lakin wo chup hi thi

itnay min kiran wahan se uthi aur chachi ji se boli ammi ji ap aur khala ji kitchen ka kaam kar lo hum oper ja

rahy hin aur sath hi mera bazoo pakar ke khanchny lagi main abhi wahan betha hi tha keh mona bhi uth

khari hoi aur chachi ji se boli main bhi oper hi ja rahi hun chachi ji bhi khamoosh hi rahi es mahool min

wahan se uthna aur un dono ke sath oper jana mujhay ajeeb lag raha tha  kiran ne phir thora sakhat

lehjhay min mujhy uthnay ka kaha aur thora bazoo bhi khancha main bhi wahan se uth gia meri nazar khalo

par pari jo gussay aur ajeeb nazroon se mujhy dekh rahy thy main ne un ke dekhnay ko nazar andaz kia

tab  wo dono mujhay le ke oper chali gi
oper aa ke main khamoshi se saman ki tarf bharana chaha lakin kiran ne dobara mera hath pakar lia aur

mujhy apni tarf khanck ke boli babar khaloo wali bat se hum ko bhi gussa aya es liye hum oper aa gy aj

kam nahi karna bas sory hi bolni thi main ne kiran ki tarf dekha phir mona ki tarf wo munh se tou kuch na

boli lakin os ki ankhoon min jo kuch tha wo main samjh gia tha keh os ko bhi khaloo ki batain achi nahi lagi

main ne bohat mushkal se apny chehray pr hansi lany ki koshash ki aur un se kaha koi baat nahi mujhay

un se kia laina dena jab chachi ji ne wahan sab ke samnay un ki class le li hai tou in batoon ka ab kia faida

waisay bhi mujhay kia laina dena khaloo se aur unhoon ne konsa yahan rehna hai wo tou mehman aye hin

aur unhoon ne chaly jana hai

meri bat sun ke kiran ne mera hath chora aur kamray se charpai nakalny lagi mona mery pass hi khari thi

aur ayasta se boli khaloo ki batoon ko dil pr mat lagana pata nahi wo aa kahan se gy hin jis andaz se wo

boli mujhay os par bohat piyar aa raha tha dil kar raha tha agay barh ke os ko apny galy se laga loon aur

tamam hadood aur qayood tor dun mujhay os waqat yeh tou pata na tha jo meray aur mona ke beech

pechly dinoo se jo kuch ho raha hai es ko kia naam dun aur yeh baat bhi nahi thi keh main lafaz mohabat

se aashna nahi tha mujhay pata tha piyar bhi hota hai lakin es ki nishani kia hai yeh nahi janta tha

.................... mona ke jazbat sunty hi main ne apna hath agay barhana chaha osi lamhay mujhy kiran

kamray se charpai nikalti nazar aa gi aur mujhay os ki mogoodgi ka ahsas hoa

kamray ki dewar ky saye min kiran ne charpai bacha di aur main os par beth gia ik side par kiran aur ik

side par mona beth gi mona thora faslay par hi thi tab kiran boli ab munh kion latka ke bethay ho ab os ko

kia batwoon keh meray sath khaitoon min kitna bara waqya ho chuka hai main pershan tou tha keh

bakhshoo abba ji ko ya kisi aur ko bata de ga lakin kiran aur mona samjh rahi thi main khaloo ki batoon se

dis heart hun

hum 3no hi bethay thy keh chatt par un ki khala bhi aa gi wo hum ko charpai par betha dekh ke halki si

smile se boli oh main samjhi tum loog kam kar rahy ho tum tou yahan beth ke gappain mar rahy ho hatoo

mujhy bhi bethnay do ............. mona thora aur side par ho gi aur khala bhi charpai par beth gi ab surat e

hal yeh thi keh kiran aur un ki khala ki thigh meri thigh se full press thi un ki khala bethty hi boli babar apnay

khaloo ki batoon ko dil par na laina un ki adat hai main chup hi tha keh mona bol pari ...................... lakin

khala baat karty hooy insan ko sooch tou laina chiyye na keh wo kia baat kar raha hai aur kis ke bary kar

raha hai sath hi kiran boli ....................... dekho na khala babar ko tou choro ap batwo un ki batoon ka

matlab kia hai wo hum ko samjhta kia hai khaloo ko pata nahi hai humaray ghar min piranda bhi par nahi

marta aur wo hum pr hi dhakay chuppy lafzoon min alzam laga raha tha agar ammi wahan na hoti tou main

ne khaloo ko aj achi khasi suna deni thi ...................... kiran ko gussay min dekh ke os ki khala ne smile

bhi di aur boli keh sharam karo wo tumhary khaloo hin tab kiran boli yeh bat ap un se bhi karti keh wo

humaray khaloo hin baap na banain
khala meri tarf dekh ke boli babar tum hi in ko samjhawo aur khud batwo main pehlay bhi aati thi kia main

ne tum min kibhi koi farq kia hai main ne kaha nahi khala ap meri bhi khala hin aur kiran ko kaha kiran ab

chor do sab batain wo bary hin unhoon ne agar koi baat kar bhi di hai tou koi baat nahi jaisy hi main ne

yeh baat ki kiran ne sab se nazar bacha ke mujhay meri kamar pr chutki kati aur mujh se boli zaida aba ji

na bana karo har baat min tab khala boli tum log gup shup lagawo aur main neechy jati hun

un ke jany ke bad kiran ne dobara kaha khala bhi khaloo ke rang min rangti ja rahi hai esi tarh kuch dair

batain hooi phir main ne un se ajazat li aur wahan se ghar aa gia meri pershani khatam na hoi thi aur main

apny utray hooy chehray ke sath hi ghar min dakhal hoa sab apny apnay kamoon min busy thy shaam

hony ka manzar tha main chatt par aa ke lait gia aur aany waly waqat kaliye khud ko tiyar karny laga lakin

meray zehan min koi bhi hall nahi aa raha tha keh agar bakhshoo ne kisi ko bata dia tou kia ho ga main

khailoon min hi ghum tha keh mujhay nahi pata kab sham ka andhera ho gia tab mujhay sehiroon se kisi ke

oper aany ki  awaz aai main ne nazar os tarf kar li tou kia dekhta hun keh uzma aur mona meri tarf aa rahi

thi main laita raha uzma meray pass aa ke boli bhai yeh nawabzadi aai hai main ne mona ki tarf dekha aur

ishray se hi poocha  mera ishara samjhty hooy wo boli ap ko ammi ji bula rahi hai ..................... main ne

kaha kion kia kaam hai tab uzma boli ap ko kaam se hi bulaya ja sakta hai kia chachi ji ne kaha hai aa ke

un ke sath khana khaoo main ne kaha mujhay tou bhook nahi hai tab uzma ne mona se kaha miss meisni

tum bhai ko uthawo main kapray neechy rakh awoon aur uzma taar se kapray utar ke neechy chali gi

uzma ke jany ke bad mona boli ab tak ap naraz ho main ne os ki tarf dekha aur kaha ab tak ka kia matlab

hai main naraz na hoon na naraz tha .............. mona phir boli khaloo ki wajha se ap naraz ho , mona meray

pass khari thi main ne himmat kar ke os ka hath pakar ke os ko charpai par betha lia aur kaha khaloo ko

dafa karo os ka zikar kahan se aa gia os ki wajha se main tum se naraz kion hoon ga , mona beth chuki thi

lakin main ne os ka hath nahi chora tha aur os ne bhi apna hath churany ki koi koshash na ki .................

main ne poocha andhera ho chuka hai tum akili kion ghar se nikli tab wo boli keh mujhy papa chor ke gy hin

wo khud dairay se doodh lainy gy hin aur mujhy yahan chor gy hin keh ap ko sath le ke jawoon

...................... dairay ka sun ke keh chacha ji wahan gy hin meri tou hawa nikal gi keh ab wahan chacha ji

ko sab khabar ho jay gi aaj waly waqye ki

mujhy khamoosh dekh ke wo dobara boli awo na chalty hin .......... main ne dobara kaha main ne kaha na

mujhay bhook nahi hai tab wo boli ap se khaloo ki batoon ki mafi tou mangi thi ..............ab main os ko

kaysy batata keh main kis wajha se nahi aana chata ............... mona ne apna dosra hath bhi agay

bharaya aur mujhay uthany lagi aur sath boli ap awo mery sath agar ab kisi qism ki koi baat hoi tou khaloo

ki khair nahi ................. mujhay mona ki har baat par pehlay se zaida piyar aa raha tha lakin main bhi kia

karta mona meray itnay qareeb thi lakin main os se na os ky dil ki koi baat kar raha tha aur na apni koi bat

kar pa raha tha main majboor ho chuka tha

       mera haal tou es time yeh tha

                 " aaya doba te lun te charrya"


apni halat pe mujhay ik lateefa yaad aa raha hai


sardar ji apny totay ke sath jahaz min safar kar rahy thy keh jab qareeb se air hostes guzrnay lagti tou tota

os se kehta sohaniyoo chummi te de diyoo, totay ki baat sun ky air hosts smile kar deti jis se sardar ji ne

bhi try ki aur air hostes pass se guzarnay lagi tou sardar ji boly sohaniyoo chummi te de diyoo ; sardar ji ki

baat sun ke air hostes ne sardar ji aur totay ki complain administrator se kar di tou faisla hoa keh totay aur

sardar ji ko jahaz se neechy phaink dia jay , jab un dono ko neechy phankny lagy tab tota sardar ji se bola

malko udd v laindy o jis par sardar ji ne kaha nahi ; tou tota bola te fair pain nahi yawwani c


meri halat bhi same 2 same wohi thi keh sar par hawas sawar thi tab anjam yaad nahi tha ab main

pershan betha tha aur mona ko pershan kiye ja raha tha wo bechari samjh rahi thi main un ke ghar min

hony wali be izati ki wajha se nahi ja raha

mona phir boli ab utho bhi aur sath hi us ne mera hath khancha main charpai se uth ke beth gia aur os se

kaha qasam se main naraz nahi bas mera khany ko dil nahi kar raha tab mona boli dil kar raha hai ya nahi

kar raha ap bas meray sath ja rahy ho marta kia na karta min bhi charpai se khara ho gia aur mona se

bola tum bohat ziddi ho jaisy hi chalny lagy wo boli thnxx os ke thnxx bolny par main ne apna bazoo mona

ke shoulder par rakh dia aur os ko side se hi apnay sath laga lia



No comments:

Post a Comment